Dukhi Poetry Collection
Enjoy This Beautiful Collection Of Dukhi Poetry. This Is Specially Added In This Post According To Your Interest. I Hope You Will Enjoy This Beautiful Dukhi Poetry Collection.
Dukhi Poetry (1):
YeH ZaMana KYaa DeGaa MujHay SaHaaRa
Ab To TooT Saa GaYaa Hu Bas
BeeTay DiNo Ko YaaD Kyaa Ki JiYe SaaHib
WiSal JaaNa To MeHaz KhwaaB Thaa HamaRaa
ApNii MiSaaaL To Ab Uss Naa KhuDaa Ki Sii He
SaaHiL Par PohncH Kar Naa Paa SaKaa Jo KiiNaaRaa
Dukhi Poetry (2):
Ab JanBish E AyyaM WaFaa PaaS NaHii He
Ab ShoRasH MehFiL Kii Koii AaaS NaHii He
Gar ChaaK Hua LakhT E JiGar Hu Naa FikaR ManD
HaR ShoKh ZamaNay Ka MujHay RaaS NaHii He
PaDaaSh E SaF AraaYii Ka AfSooS KesaY Ho?
GaR MaaT MuHabbat Kii MujhaY PyaaS NaHii He
Ho Mahu SaFar WaDi ZuLmaaT Me JaaNa
Yaaa QaLb ManaJaaT Me Bhi Saans Nahii He
NaveeD Ko MiLnaa Ho To TanHaaYi Me MilNaa
YeH MajLas O DarBaar To AkkaaS NaHii He
Dukhi Poetry (3):
BadLa UlFat Kaa Diyaa Tu Ne
NaZr E AatiSh MujHay KiYaa Tu Ne
TujH Se MaanGii Thii ZinDagii Ham Ne
AjaR Ess Ka AjaL DiYaa Tu Ne
MujH Ko AndWaa DaayeMii AfsooS
OoR RaqeeBoo Ko KhuSh KiYaa Tu Ne
ChaaK DaamaN JanOOn Me Kam To Na Thaa
ChaaK KucH Oor Kar DiYaa Tu Ne
Ab To MeHbooB Ke Liye GiLaa Labb Par
PYaaaR JiS Ko KaLL DiYaa To Ne
Dukhi Poetry (4):
AisaY DalDal Me PhanSaa Hu Ke PhanSaa JaaTa Hu
NeenD Aatii NaHii KhwaaBo Me UtaR JaaTa Hu
KoSheShaY LaaK Me KarTaa Hu BhuLaaWoo Us Ko
DekH Ke Os Ko KhaYaaLo Me OtaR Jaa Taa Hu
HaaL E DiL Ko SunaaNay Ka IraDaaa Jo KiYaa
SoCh Ke Na Ko AndHero Me UtaR Jaa Ta Hu
MeRii AanKho Ke SawaLo Ko SamaJhtay Woh NaHii
Ess LiYee KhuD Hii JawaaBo Me UtaR Jaa Taa Hu
WoH NaHii PyaaR Ke QaaBil Yaa Me NaDaaN
KhaTam Qissa Kiye KiTaaBo Me UtaR JaaTa Hu
Dukhi Poetry (5):
MujHay TaLaasH He Kis Ke MujHay MaLooM NaHii
AjaB Sii TasHanGii He ZaaT Me RaChii MeRii
Naa IBtidaa Kaa Pata He Naa IntiHaa Kii KhaBaR
BHot Hii ThoRhi He UlFat Ke KaHaaNi MeRii
TuJhaY ChuPaNa ZamaNay Se Thaa MaqSooD MaGar
MujHay AasHkaaRa Kar Gayii He Be KhuDii Merii
Me Unn Ko ChaaHu WoH KehTay He BhooL JaaWoo HaMain
MujH Se Kyaa ChaaHtii He YaaRo ZinDagii Merii
MuJhay KhaBar NaHii Kyaa Thaa OnHay DeKhaa Thaa JaB
WoH Merii Aah Thii SagaR Kii Thii HanSii MeRii